YouTube sey paisa kaise kamaya Jaye ?

YouTube se paise kamana koi kathin kam nahi hai. YouTube ko google ne videos dekhne ke liye banaya hai. Is par ham jaise log hi video upload karte hai. Iske badle me humari income hoti hai. Isse aap bina paisa kharch kiye free me online income kar sakte ho.

YouTube Se Paise Kamane Ke Liye Kya Kya Hona Chahiye

“YouTube se paise kamane ke liye kin kin cheezo ki jarurat padti hai?” Ye sabse bada sawal hai kyuki bahut se log isi wajah se YouTube se paise kamane me jyadatar fail ho jate hai. Aapko jyada kuch nahi karna hai bas ye steps follow kare.

Maine yaha kuch aesi bate batai hai jo aapme bahut jarur honi chahiye.

    Your Voice: YouTube se paise kamane me sabse pahle jaruri hai ki aapki aawaj kaisi hai. Kyoki audience video maker ki aawaj par sabse jyada dhyan dete hai.

    Your Style: Video me sirf bolne or video me samne ho kar users se bat karne me samne rahakar banayi gayi video jyada better hoti hai. Isliye aese me ye aap depend karta hai ki aapki style kaisi hai. Users aapko kitna pasand karte hai.

    Your Talent: Aap video ke throw logo ko kitna sikha sakte ho impressive kar sakte ho jisse wo aapke new video ka hamesha intjar kare.
    Video Quality: Aapke banaye video ki quality acchi honi chahiye jise jyada se jyada users pasand kare.



YouTube Se Kitna Paisa Kama Sakte Hai


Agar aap soch rahe hai ki youtube se ktina kama sakte ho to chaliye main aapko iske bare me bhi bta deta hu. Aap youtube se kitna kamoge ye aapke traffic/views, videos topics and user support par dpend karta hai.

Aapko jitna jyada traffic milega utni hi jyada aapki earning hogi. Maine upar youtube se paise kamane ke kai tarike btaye hai. Har tarike se alag alag earning hogi. Adsnese se aap per 1,000,000 views par 300 dollar to $500 tak kama sakte ho.

Affiliate marketing me aapke product par milne wala commission aapki earning decide karta hai. Jaise aapko per sell 2,000 milte hai or aapko mahine me 100 sel mil jati hai to aapki earning 2,00,000 hogi. Aapko kitni sell milengi wo aapki video ki quality or aapke experience par depend karta hai.

Agar aap khud ke product se earning kar rahe ho ya kisi or channel ka promotion kar rahe ho to ye aapke channel ki popularity par depend karta hai ki log aapko kitna pay kar sakte hai or unko kitna fayda hoga.



YouTube Se Kamaye Gaye Paise Hume Kaise Milenge


Youtube se kamaye paise aapke account me kaise aayenge ye bahut bada sawal hai. Hum jab bhi koi online work start karte hai to hamare dimag me ek bat jarur aati hai ki hame payment kaise milega or kon hame payment dega. YouTube par mostly google adsense ke ads laga kar earning ki jati hai. Adsense se hone wali earning ka payment google wire transfer EFT ke through karta hai. EFT ka matlab Electronic Funds Transfer hota hai.

Iski process bahut hi easy hai. Aapko bank adsense account me apna bank account add karna hota hai. Main iske bare me already post kar chuka hu aap read kar sakte ho. Google Adsense India Me Payment Kaise Karta Hai

To ab aapko apne sabhi sawalo ke jawab mil gaye hai ki YouTube se paise kamane ke liye kon kon si chijo ki jarurat hoti hai. YouTube se income kaise hoti hai or hame payment kaise milega so ab main aapko batane ja raha hu ki YouTube  se paise kaise kamaye?


Yaha main wo chij ke bare me bata raha hu jo aapke pas jarur hone chahiye.

    Camera: Video banane ke liye aapke pas ek accha camera hona chahiye. Agar aap computer ki screen record kar ke video banana chahate ho to Camtasia studio software use kar sakte ho.

    Video Editing: Aapko video edit karne ke bare me thodi bahut (basic) jankari honi chahiye jisse aap better video edit kar sako.

    Computer: Video edit karne ke liye aapke pas ek computer ya laptop hona bahut jaruri hai. Smartphone se YouTube se paise kamane ki soch rakhkar time west mat karo.

    Good Audience: Video banane se pahle internet par aapke Facebook, google plus, twitter jaise other social media sites par tohde bahut friends hone chahiye jo aapke video share karne par aapki video dekhe or aage bhi share kar sake



Maine yaha kuch aesi bate batai hai jo aapme bahut jarur honi chahiye.

    Your Voice: YouTube se paise kamane me sabse pahle jaruri hai ki aapki aawaj kaisi hai. Kyoki audience video maker ki aawaj par sabse jyada dhyan dete hai.

    Your Style: Video me sirf bolne or video me samne ho kar users se bat karne me samne rahakar banayi gayi video jyada better hoti hai. Isliye aese me ye aap depend karta hai ki aapki style kaisi hai. Users aapko kitna pasand karte hai.

    Your Talent: Aap video ke throw logo ko kitna sikha sakte ho impressive kar sakte ho jisse wo aapke new video ka hamesha intjar kare.

    Video Quality: Aapke banaye video ki quality acchi honi chahiye jise jyada se jyada users pasand kare.
(Source supportmeindia)


Powered by Blogger.